ऐसो रास रच्यो वृन्दावन – भजन (Aiso Ras Racho Vrindavan Hai Rahi Payal Ki Jhankar)

यह एक श्रीकृष्ण भजन है। भजन भक्ति और स्मरण का सरल माध्यम है, जिसे भक्त किसी भी समय गा सकते हैं। सम्पूर्ण भजन नीचे पढ़ें।

ऐसो रास रच्यो वृन्दावन - भजन (Aiso Ras Racho Vrindavan Hai Rahi Payal Ki Jhankar)

ऐसो रास रच्यो वृन्दावन,
है रही पायल की झंकार ॥
ऐसो रास रच्यो वृन्दावन,
है रही पायल की झंकार ॥


घुंघरू खूब छमा छ्म बाजे,
बजते बिछुवा बहुते बाजे,
रवा कौंधनी केहु बाजे,
अंग अंग में गहना साजे,
चूडियन की झंकार,
ऐसो रास रच्यो वृंदावन,
है रही पायल की झंकार ॥

बाजे भात भाँति के बाजे,
झांझ पखावज दुन्दुभि बाजे,
सारंगी और महुवर बाजे,
बंसी बाजे मधुर मधुर बाजे,
वीणा हूँ के तार,
ऐसो रास रच्यो वृंदावन,
है रही पायल की झंकार ॥

राधा मोहन दे गलबईयाँ,
नाचे संग संग ले फिरकईयाँ,
चाल चले शीतल सुखदईयाँ,
जामा पाटुका लहंगा फरिया,
करे सनन सरकार,
ऐसो रास रच्यो वृंदावन,
है रही पायल की झंकार ॥

ऐसो रास रच्यो वृन्दावन,
है रही पायल की झंकार ॥

Aiso Ras Racho Vrindavan Hai Rahi Payal Ki Jhankar Lyrics in English (Hinglish)

Neeche yahi paath Roman lipi (English letters) mein diya gaya hai, jaise upar Hindi mein hai — taaki jo bhakt Devanagari nahin padh paate, ve bhi poora paath kar sakein.

Aiso ras rachyo Vrindavan,
Hai rahi paayal ki jhankaar ॥
Aiso ras rachyo Vrindavan,
Hai rahi paayal ki jhankaar ॥

/ Ghungharu khoob chhama chham baaje,
Bajte bichhuva bahute baaje,
Rava kaundhani kehu baaje,
Ang ang mein gahna saaje,
Choodiyan ki jhankaar,
Aiso ras rachyo Vrindavan,
Hai rahi paayal ki jhankaar ॥

Baaje bhaat bhaanti ke baaje,
Jhaanjh pakhaavaj dundubhi baaje,
Saarangi aur mahuvar baaje,
Bansi baaje madhur madhur baaje,
Veena hoon ke taar,
Aiso ras rachyo Vrindavan,
Hai rahi paayal ki jhankaar ॥

Radha Mohan de galabaiyaan,
Naache sang sang le phirakaiyaan,
Chaal chale sheetal sukhadaiyaan,
Jaama paatuka lahanga phariya,
Kare sanan sarkaar,
Aiso ras rachyo Vrindavan,
Hai rahi paayal ki jhankaar ॥

Aiso ras rachyo Vrindavan,
Hai rahi paayal ki jhankaar ॥

Aiso Ras Racho Vrindavan Hai Rahi Payal Ki Jhankar — Meaning in Brief

This bhajan describes a divine ras dance staged in Vrindavan, where the jingling of anklets rings out everywhere. Ankle-bells, toe-rings, waist-bands, bangles and ornaments on every limb sound in rhythm. Many instruments play as well, including cymbals, drums, the sarangi, the flute and the veena. Radha and Mohan dance together, arm in arm, spinning and moving gracefully in their fine garments.

When to recite: It is sung as a bhajan in devotion to Krishna.

सम्बन्धित पाठ

→ श्रीकृष्ण भक्ति — सभी श्रीकृष्ण पाठ और शुभ दिन देखें

→ श्री हनुमान चालीसा — सम्पूर्ण पाठ हिंदी में

श्री सिद्धबली बाबा धाम, कोटद्वार

दर्शन समय: प्रतिदिन प्रातः 5:00 – दोपहर 2:00 तथा दोपहर 3:00 – रात्रि 8:00

ज्योतिष · ASTROLOGYक्या आपकी कुंडली में राज योग है?Get your FREE Janm Kundli, kundli matching & daily rashifal — and consult expert astrologers online at Astrologics.Free Janm Kundli
Scroll to Top