यह एक श्रीराम भजन है। भजन भक्ति और स्मरण का सरल माध्यम है, जिसे भक्त किसी भी समय गा सकते हैं। सम्पूर्ण भजन नीचे पढ़ें।

राम नाम आधार जिन्हें,
वो जल में राह बनाते हैं,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ॥
लक्ष्य राम जी सिद्धि राम जी,
राम ही राह बनायी,
राम कर्म हैं राम ही कर्ता,
राम की सकल बड़ाई
राम काम करने वालों में,
राम की शक्ति समायी,
पृथक पृथक नामो से,
सारे काम करें रघुराई,
भक्त परायण निज भक्तो को,
सारा श्रेय दिलाते है,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ॥
घट घट बसके आप ही अपना,
नाम रटा देते है,
नाम रटा देते है,
हर कारज में निज भक्तो का,
हाथ बटा देते है,
हाथ बटा देते है,
बाधाओं के सारे पथ्थर,
राम हटा देते है,
अपने ऊपर लेकर उनका,
भार घटा देते है,
पथ्थर क्या प्रभु तीनो लोक का,
सारा भार उठाते है,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ॥
राम नाम आधार जिन्हें,
वो जल में राह बनाते हैं,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ॥
Jin Par Kirpa Ram Kare Lyrics in English (Hinglish)
Neeche yahi paath Roman lipi (English letters) mein diya gaya hai, jaise upar Hindi mein hai — taaki jo bhakt Devanagari nahin padh paate, ve bhi poora paath kar sakein.
Raam naam aadhaar jinhen,
Vo jal mein raah banaate hain,
Jin par kripa Raam karen,
Vo patthar bhi tir jaate hain ॥
Lakshya Raam ji siddhi Raam ji,
Raam hi raah banaayi,
Raam karm hain Raam hi kartaa,
Raam ki sakal badaai
Raam kaam karne waalon mein,
Raam ki shakti samaayi,
Prithak prithak naamo se,
Saare kaam karen Raghuraai,
Bhakt paraayan nij bhakto ko,
Saara shrey dilaate hai,
Jin par kripa Raam karen,
Vo patthar bhi tir jaate hain ॥
Ghat ghat basake aap hi apna,
Naam rataa dete hai,
Naam rataa dete hai,
Har kaaraj mein nij bhakto ka,
Haath bataa dete hai,
Haath bataa dete hai,
Baadhaaon ke saare paththar,
Raam hataa dete hai,
Apne upar lekar unka,
Bhaar ghataa dete hai,
Paththar kya prabhu teeno lok ka,
Saara bhaar uthaate hai,
Jin par kripa Raam karen,
Vo patthar bhi tir jaate hain ॥
Raam naam aadhaar jinhen,
Vo jal mein raah banaate hain,
Jin par kripa Raam karen,
Vo patthar bhi tir jaate hain ॥
Jin Par Kirpa Ram Kare — Meaning in Brief
The bhajan says that those who hold the name of Ram as their support can make a path even through water, and those on whom Ram’s grace falls can make even stones float. It describes Ram as the goal, the success, the path, the deed and the doer, whose power is present in everyone who works. He is said to make devotees repeat his name, to share their every task, to remove the stones of obstacles from their way and to lighten their burdens. The refrain repeats that with Ram’s grace even stones cross over.
When to recite: It is sung as a bhajan in devotion to Ram.
