यह अन्नपूर्णा आरती का सम्पूर्ण हिन्दी पाठ है। आरती पूजा के समापन पर दीप जलाकर गाई जाती है।

बारम्बार प्रणाम,
मैया बारम्बार प्रणाम ।
जो नहीं ध्यावे तुम्हें अम्बिके,
कहां उसे विश्राम ।
अन्नपूर्णा देवी नाम तिहारो,
लेत होत सब काम ॥
बारम्बार प्रणाम,
मैया बारम्बार प्रणाम ।
प्रलय युगान्तर और जन्मान्तर,
कालान्तर तक नाम ।
सुर सुरों की रचना करती,
कहाँ कृष्ण कहाँ राम ॥
बारम्बार प्रणाम,
मैया बारम्बार प्रणाम ।
चूमहि चरण चतुर चतुरानन,
चारु चक्रधर श्याम ।
चंद्रचूड़ चन्द्रानन चाकर,
शोभा लखहि ललाम ॥
बारम्बार प्रणाम,
मैया बारम्बार प्रणाम ।
देवि देव! दयनीय दशा में,
दया-दया तब नाम ।
त्राहि-त्राहि शरणागत वत्सल,
शरण रूप तब धाम ॥
बारम्बार प्रणाम,
मैया बारम्बार प्रणाम ।
श्रीं, ह्रीं श्रद्धा श्री ऐ विद्या,
श्री क्लीं कमला काम ।
कांति, भ्रांतिमयी, कांति शांतिमयी,
वर दे तू निष्काम ॥
बारम्बार प्रणाम,
मैया बारम्बार प्रणाम ।
॥ माता अन्नपूर्णा की जय ॥
Annapurna Aarti Lyrics in English (Hinglish)
Neeche yahi paath Roman lipi (English letters) mein diya gaya hai, jaise upar Hindi mein hai — taaki jo bhakt Devanagari nahin padh paate, ve bhi poora paath kar sakein.
Baarambaar pranaam,
Maiya baarambaar pranaam ।
Jo nahin dhyaave tumhein Ambike,
Kahaan use vishraam ।
Annapurna Devi naam tihaaro,
Let hot sab kaam ॥
Baarambaar pranaam,
Maiya baarambaar pranaam ।
Pralay yugaantar aur janmaantar,
Kaalaantar tak naam ।
Sur suron ki rachna karti,
Kahaan Krishna kahaan Raam ॥
Baarambaar pranaam,
Maiya baarambaar pranaam ।
Choomahi charan chatur Chaturaanan,
Chaaru Chakradhar Shyaam ।
Chandrachood Chandraanan chaakar,
Shobha lakhahi lalaam ॥
Baarambaar pranaam,
Maiya baarambaar pranaam ।
Devi dev! dayaneey dasha mein,
Daya-daya tab naam ।
Traahi-traahi sharanaagat vatsal,
Sharan roop tab dhaam ॥
Baarambaar pranaam,
Maiya baarambaar pranaam ।
Shreen, hreen shraddha shri ai vidya,
Shri kleen Kamala kaam ।
Kaanti, bhraantimayi, kaanti shaantimayi,
Var de tu nishkaam ॥
Baarambaar pranaam,
Maiya baarambaar pranaam ।
॥ Mata Annapurna ki jai ॥
Annapurna Aarti — Meaning in Brief
This aarti offers repeated salutations to Mother Annapurna. It says that one who does not meditate on her, Ambika, can find no rest, and that all work succeeds when her name is uttered. Her name is described as lasting across the ages, and the devotee calls on her as the refuge of those in distress and the one who protects those who seek shelter. It ends by asking her for a selfless boon and hailing Mata Annapurna.
When to recite: It is recited in devotion to Goddess Annapurna.
