यह एक देशभक्ति भजन है, जिसे राष्ट्रीय पर्वों और सांस्कृतिक कार्यक्रमों में गाया जाता है। सम्पूर्ण भजन नीचे पढ़ें।

चंदन है इस देश की माटी,
तपोभूमि हर ग्राम है ।
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ॥
हर शरीर मंदिर सा पावन,
हर मानव उपकारी है ।
जहॉं सिंह बन गये खिलौने,
गाय जहॉं मॉं प्यारी है ।
जहॉं सवेरा शंख बजाता,
लोरी गाती शाम है ॥
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ॥
जहॉं कर्म से भाग्य बदलता,
श्रम निष्ठा कल्याणी है ।
त्याग और तप की गाथाऍं,
गाती कवि की वाणी है ।
ज्ञान जहॉं का गंगाजल सा,
निर्मल है अविराम है ॥
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ॥
जिस के सैनिक समरभूमि मे,
गाया करते गीता है ।
जहॉं खेत मे हल के नीचे,
खेला करती सीता है ।
जीवन का आदर्श जहॉं पर,
परमेश्वर का धाम है ॥
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ॥
चंदन है इस देश की माटी,
तपोभूमि हर ग्राम है ।
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ॥
Chandan Hai Is Desh Ki Mati Lyrics in English (Hinglish)
Neeche yahi paath Roman lipi (English letters) mein diya gaya hai, jaise upar Hindi mein hai — taaki jo bhakt Devanagari nahin padh paate, ve bhi poora paath kar sakein.
Chandan hai is desh ki maati,
Tapobhoomi har graam hai ।
Har baala devi ki pratima,
Bachcha bachcha Raam hai ॥
Har shareer mandir sa paavan,
Har maanav upkaari hai ।
Jahaan sinh ban gaye khilaune,
Gaay jahaan maan pyaari hai ।
Jahaan savera shankh bajaata,
Lori gaati shaam hai ॥
Har baala devi ki pratima,
Bachcha bachcha Raam hai ॥
Jahaan karm se bhaagya badalta,
Shram nishtha kalyaani hai ।
Tyaag aur tap ki gaathaaen,
Gaati kavi ki vaani hai ।
Gyaan jahaan ka gangaajal sa,
Nirmal hai aviraam hai ॥
Har baala devi ki pratima,
Bachcha bachcha Raam hai ॥
Jis ke sainik samarbhoomi mein,
Gaaya karte Geeta hai ।
Jahaan khet mein hal ke neeche,
Khela karti Sita hai ।
Jeevan ka aadarsh jahaan par,
Parmeshvar ka dhaam hai ॥
Har baala devi ki pratima,
Bachcha bachcha Raam hai ॥
Chandan hai is desh ki maati,
Tapobhoomi har graam hai ।
Har baala devi ki pratima,
Bachcha bachcha Raam hai ॥
Chandan Hai Is Desh Ki Mati — Meaning in Brief
The song hails the soil of the homeland as sandalwood and every village as a place of austerity. Every girl is seen as an image of the goddess and every child as Ram, every body is pure like a temple and every person is helpful. It describes a land where lions become playthings, the cow is a beloved mother, dawn is announced by a conch and evening sings a lullaby. Work changes destiny, knowledge is as pure as Ganga water, soldiers sing the Gita on the battlefield, and life’s ideal is the abode of God.
When to recite: It is sung as a patriotic song.
