यह एक भक्ति भजन है। भजन भक्ति और स्मरण का सरल माध्यम है, जिसे भक्त किसी भी समय गा सकते हैं। सम्पूर्ण भजन नीचे पढ़ें।

सांवेर की धरती
सांवेर की धरती हनुमत साजे, चले है इनकी मर्जी
सांवेर की धरती पाताल में जाकर जब बजरंग, अहिरावन राज मिटाते है
दिल बाग़ बाग़ हो जाता है, जब राम हृदय मुस्काते है
सुन के पतन की आवाजे, सुन के पतन की आवाजे,
यु लगे कही विध्वंस जगे
अरे राम लखन संग आते ही, सेना के मन संग हर्ष जगे ॥
बजरंग बाबा की यह प्रतिमा, यहाँ उल्टा दर्शन देती है
गम कोसो दूर हो जाता है. कष्ट और पीड़ा हर लेती है, ओ….
सुन जयसियाराम के नारों से, सुन जयसियाराम के नारों से
नगर, गगन, पूरा जगे
सांवेर नगर की यह भूमि, इंदौर उज्जैन के मध्य बसे
सांवेर की धरती
Sanwer ki Dharti Lyrics in English (Hinglish)
Neeche yahi paath Roman lipi (English letters) mein diya gaya hai, jaise upar Hindi mein hai — taaki jo bhakt Devanagari nahin padh paate, ve bhi poora paath kar sakein.
Saanver ki dharti
Saanver ki dharti Hanumat saje, chale hai inki marzi
Saanver ki dharti Patal mein jaakar jab Bajrang, Ahiravan raaj mitate hai
Dil baag baag ho jata hai, jab Ram hriday muskate hai
Sun ke patan ki aawaje, sun ke patan ki aawaje,
Yu lage kahi vidhvans jage
Are Ram Lakhan sang aate hi, sena ke man sang harsh jage ॥
Bajrang Baba ki yah pratima, yahan ulta darshan deti hai
Gam koso door ho jata hai. Kasht aur peeda har leti hai, o….
Sun Jaisiyaram ke naaro se, sun Jaisiyaram ke naaro se
Nagar, gagan, poora jage
Saanver nagar ki yah bhoomi, Indore Ujjain ke madhya base
Saanver ki dharti
Sanwer ki Dharti — Meaning in Brief
This bhajan praises the land of Sanwer as the place where Hanuman presides. It recalls Bajrang going to the underworld and ending the rule of Ahiravan, bringing joy to Ram’s heart. It speaks of the Hanuman image there that gives darshan in an inverted pose, removing sorrow and pain, and of the town and sky resounding with cries of Jai Siyaram. It also places Sanwer between Indore and Ujjain.
When to recite: It is sung as a bhajan in devotion to Hanuman.
