यह एक देवी भजन है। भजन भक्ति और स्मरण का सरल माध्यम है, जिसे भक्त किसी भी समय गा सकते हैं। सम्पूर्ण भजन नीचे पढ़ें।

वीणा वादिनी, ज्ञान की देवी,
अपनी दया बरसा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
वीणा वादिनी, ज्ञान की देवी,
अपनी दया बरसा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
तू सारे संगीत सँवारे,
रागों में आभास तेरा,
साँसों की आवाज तुझी से,
सारे सुरों में वास तेरा,
राग रागिनी मेरी सरगम,
इनको और खिला देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
वीणा वादिनी, ज्ञान की देवी,
अपनी दया बरसा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
ग्रंथों के हर एक पन्ने पर,
तू ही शब्द सजाती है,
कलम थमा के तू कवियों से,
प्यारे लिखाती है,
प्यारें लिखाती है,
चलती रहे मेरी लेखनी,
इतना योग्य बना देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
वीणा वादिनी, ज्ञान की देवी,
अपनी दया बरसा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
तेरी कृपा से कला निखरती,
रंग खिले तस्वीरों में,
तू सतरंगी जीवन कर दे,
रंग भरे तक़दीरों में,
रंग भरे तक़दीरों में,
जग में ऊँचा नाम रहे माँ,
ऐसी युक्ति लगा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
वीणा वादिनी, ज्ञान की देवी,
अपनी दया बरसा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
जब जब बोलूँ कोई वाणी,
अमृत की बौछार लगे,
मधुर वचन हर मन को भाए,
वीणा की झंकार लगे,
वीणा की झंकार लगे,
कंठ बसों हे मात शारदे,
मीठे बोल सिखा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
वीणा वादिनी, ज्ञान की देवी,
अपनी दया बरसा देना,
मेरे सर पर हाथ धरो माँ,
ज्ञान की ज्योति जगा देना ।
Veena Vadini Gyan Ki Devi Lyrics in English (Hinglish)
Neeche yahi paath Roman lipi (English letters) mein diya gaya hai, jaise upar Hindi mein hai — taaki jo bhakt Devanagari nahin padh paate, ve bhi poora paath kar sakein.
Veena Vaadini, gyaan ki devi,
Apni daya barsa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Veena Vaadini, gyaan ki devi,
Apni daya barsa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Tu saare sangeet sanwaare,
Raagon mein aabhaas tera,
Saanson ki awaaz tujhi se,
Saare suron mein vaas tera,
Raag raagini meri sargam,
Inko aur khila dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Veena Vaadini, gyaan ki devi,
Apni daya barsa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Granthon ke har ek panne par,
Tu hi shabd sajaati hai,
Kalam thama ke tu kaviyon se,
Pyaare likhaati hai,
Pyaaren likhaati hai,
Chalti rahe meri lekhni,
Itna yogya bana dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Veena Vaadini, gyaan ki devi,
Apni daya barsa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Teri kripa se kala nikharti,
Rang khile tasveeron mein,
Tu satrangi jeevan kar de,
Rang bhare taqdeeron mein,
Rang bhare taqdeeron mein,
Jag mein ooncha naam rahe Maa,
Aisi yukti lagaa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Veena Vaadini, gyaan ki devi,
Apni daya barsa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Jab jab boloon koi vaani,
Amrit ki bauchhaar lage,
Madhur vachan har man ko bhaaye,
Veena ki jhankaar lage,
Veena ki jhankaar lage,
Kanth bason he Maat Shaarde,
Meethe bol sikha dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Veena Vaadini, gyaan ki devi,
Apni daya barsa dena,
Mere sar par haath dharo Maa,
Gyaan ki jyoti jagaa dena ।
Veena Vadini Gyan Ki Devi — Meaning in Brief
The devotee calls upon the veena-playing goddess of knowledge to shower her kindness, place her hand on the head and light the lamp of knowledge. She is praised as the one who adorns all music, the source of the breath’s voice and the presence in every note. She is also praised as the one who lends words to the pages of books and inspires poets, and the devotee asks for a pen that keeps writing and art that blossoms. The prayer ends by asking her to dwell in the throat and teach sweet speech so that every word sounds like nectar.
When to recite: It is sung as a bhajan in devotion to Maa Saraswati.
